| 1. |
Trees ke faide essay ans plss |
|
Answer» Answer: trees hame fresh air deti hai . hame RESPIRATION krne ke liye pure oxygen dete hai. aur hame jo CO2 bahar naikalna hota hai vah trees absorb krti hai thand ke MAUSAM me ham lakdiya laate hai aur jalate hai for the protection of our body from winter .. trees se hame fruits milte hai jab hamare pas kuch khane ki nhi hota hai ati ham frouits khate hai aur vah hamare sharir ke liye useful hota hai .. flowers and leaves bhi milte hai ... flowers kisiko wishes ke liye ya priyakar apni preyasi KO bhi dene ke liye is flowers ka use KARTE hai and jab koi function kota hai to vahan toran lagate hai leaves se decoration krne ke liye aur shadow bhi deta hai hame Jab garmi lagti hai TAB ham ped ke neeche jake thandi hawa bhi khate hai aur shelter bhi hame milta hai |
|