| 1. |
सुबह सुबह ऑफिस जाते हुए शर्मा जी और उनके दोस्त वर्मा जी के बीच संवाद |
|
Answer» Sharma ji aur unke dost Vikram KI bich ki sambad:- Explanation: Sharma ji : Aur kese ho mere dost? Vikram(Sharma ji ke dost) : Han mein bilkul thik hu.Tum batao or ghar wale kese hain? Sharma ji : Hum sab thik hi hai filhal to. Vikram : Lockdown kesa chal rha hai tumhare yaha Sharma ji: Hum to tang aa gaye hain. Kya kare bataiye Vikram : Are to accha hi hai na ap ko bhi apne pariwar ke sath samay bitane ka accha moka mila hai. Sharma ji: Han WO to hai.. Vikram: Accha kahi ja rhe the kya ap?. Sharma ji : Hanji office me kuch jaruri KAM aa gaya hai Vikram : Accha chalo thik hai.. Ap jao hum for kabhi milenge.. Iss lockdown ke bad Sharma ji : Thik hai ji.. |
|