| 1. |
Sanvaad maa aur bache kae beech mae sanvaad. topic school sae ghar late aane par in hindi |
|
Answer» Maa = rahul tum aaj school. se LATE kyu aye , baccha = ma mai school se apne dost ke ghr chala gya tha, maa= kyu beta, baccha= ma aaj teacher ne hume sath me homework KRNE ko kaha tha isiliye m apne dost ke ghr homework krne chala gya tha, maa= accha beta, baccha, haa maa, maa= PER beta mujhe batana to chahiye tha tum mujhe phn per bhi bata sakte the na, beta maa vo m bhul. gya tha maa, maa= aage se jb bhi dubara kahi jao to ek baar mujhe bata kr jao thik h, beta =thik h maa, maa=tumhe pata h rahul mujhe tumhari kitni chinta ho rhi thi, beta= mujhe maaf kr do maa aage se esa nhi hoga aage se m kahi bhi jaunga to aapko bata ke jaunga, maa=vada karo. MUJHSE, beta=m vada jrta hu ma m aaj ke baad aapse bata ke hi kahi jaunga, maa=thik h beta ab ja ke khana KHA lo, beta=thik h maa |
|