|
Answer» ✌hye....✌ pita - bete aaj tumhara pariksha parinaam aane wala tha putr - ji pita ji , vah aa gya hai pita - accha , to kaisa raha putr - har baar ki tarah pita ji is baar bhi main kaksha mein doosre sthaan par aaya hu pita - bete , isme dukhi mat ho z tum jd hi pratham aane kahoge putr - ji pita ji , par abhi MUJHE bahut mehnat karne ki jaroorat hai pita - tum ekdum shi raaste par ho , mera aashirvaad hamesha tumhare saath hai bas aise hi padhte raho putr - aap shi KAHTE hain pita ji , is baar main AUR jyada mehnat karunga pita - haan VO sab to theek hai , tumne ye baat mammi ko batai YA nhi putr - abhi tak to nhi , par main ja raha hu batane puta - ha beta jao , aur unse kahna ki aaj ham baahar khana khane jayege putr - dhanyavaad pita ji , aap bahut acche hain...
❤keep smiling keep loving❤
|