Saved Bookmarks
| 1. |
Percentage bahut hi important concept hai maths mei. Bas aap yeh socho kiAgar ek glass mei 50 ml nimbu paani hai Jismei se 40 ml paani hai. Aur baaki bacha hua nimbu hai.Toh nimbu kitna pratishat hai?kitna nimbu hai = 50 ml - 40 ml = 10 mlnimbu ki pratishat = ( nimbu paani mei kitna nimbu hai ) / ( paani aur nimbu milakar total kitna nimbu paani hai ) * 100yaani, nimbu ki pratishat = (10 / 50) * 100 = 20%Yeh dhyaan rakhte hue ab aage diye hue questions solve karo:Agar ek glass mei 120 ml paani hai. Aur 30 ml nimbu hai. Toh nimbu kitna pratishat hai? Dhyaan se sochna aur likhna kya answer hai. |
|
Answer» Step-by-step explanation: kithana BADA question hai YARR BHOT HARD......
check in dounot |
|