|
Answer» ✌ hye...✌ 1st - rohit, kya tumne YE wala kaam kar liya jo class MEIN karaya tha 2nd - nhi yaar, maine nhi KIYA ... aajkal KAKSHA mein kuch jyada hi kaam karaya jata hai 1st - haan .... itna jyada kaam karate hain, ki kuch der ko bhi aaram nhi milta hai 2nd - pahle to school mein itna sara kaam aur UPER se ghar ke liye bHi itna sara 1st - sayad hame apne adhyapakon ko ye sab batana chahiye 2nd - shi kahte ho, chalo kal unse baat karte hain
❤keep smiling keep loving ❤
|