1.

Chalak log Sadharan Aadmi Ke kis avastha ka Labh kehte hain

Answer»

Heya _____

Ques ____ Chalak log Sadharan Aadmi Ke kis avastha ka Labh kehte hain ??

Ans _________

Chalak log sadharan admi KI bebasi mai USKI madad karne ki jagag uaka fayda uthate hai unhe lagta gai ki vo bichara apne jarurat ke lia jaise hum kahenge vaise hi karega aur vo uska soshan karte h...

Uddharan _____

Ek garib kissan KO jarurat ke samay ek jamidar karna dene ki jagah apna labh dekhta h ...usse JYADA kimat par karja deta h ..

Iss tarah aaj ke jamane mai bhalai ka JAMANA nhi h ....sab bass hamari majburi ka lab dekhte h...

Thank you



Discussion

No Comment Found

Related InterviewSolutions