1.

Badte apradadho ko lekar do mahilao ke bich sambad

Answer»

✌hye....✌
pahli MAHILA - are radhika bahan aap yaha ...
doosri - haan main jara sabji lene aayi thi aur kuch ghar ka samaan bhi lena tha
pahli - sambhal ke rahna lekin bahan , aajkal bahut jyada apraadh badh rhe hain
doosri - kahti to tum theek ho , SACH mein kya ho haye aajkal , pata hi nhi hai
pahli - haan , abhi kal hi maine suna tha ki ek raah chalti mahila to loot kiya kuch logon ne
doosri - shi BAAT hai , aisi khabren to badhti jaa rhi hain , ab HAM logon ko hi kuch karna padega
pahli - haan , kuch to karna padega , lekin ye sab baad ki baat hai pahle ghar jana padega
doosri - haan MUJHE bhi ghar mein bahut kaam hai , chaLo gahr chalte hain
pahli - haan theek hai , aapka din subh ho

❤keep smiling
keep loving❤



Discussion

No Comment Found

Related InterviewSolutions