| 1. |
Arree.!!sach me kuch nahi hua...vo to bass accha laga isliye likh diya...tum bolo to change kar deta hu...¯\_(ツ)_/¯ |
|
Answer» Answer: bro/sis this is a OP shayari for u if you like it them mark brainliest and be home be happy be safe >< Step-by-step explanation: Kal raaste mein gham mil gaya tha Lag ke gale main ro diya Jo sirf mera tha, sirf mera Maine usse kyon kho diya Haan woh aakhein jinhe main Choomta tha bewajah Pyar mere liye kyon Unmein baaki na raha Humnava mere tu hai to meri saasein chale Bata de kaise main jiyunga tere BINA Humnava mere tu hai to meri saasein chale Bata de kaise main jiyunga tere bina Har waqt dil ko jo sataye Aisi KAMI hai tu Main bhi na jaanun yeh Ke itna kyon laazmi hai tu Neendein jaake na lautin Kitni raatein dhal gayin Itne taare gine ki Ungliyan bhi jal gayin Humnava mere tu hai to meri saasein chale Bata de kaise main jiyunga tere bina Humnava mere tu hai to meri saasein chale Bata de kaise main jiyunga tere bina Tu aakhri aansu oh yaara Hai aakhri tu gham Dil ab kahan hai jo dobara De dein kisi ko hum Apni shaamon mein hissa Phir kisi ko na diya Ishq tere bina bhi Maine tujhse hi kiya I miss you all feeling sad rona AA raha hai |
|