1.

A Aur B Milkar ek kaam Ko 10 Din Mein kar sakte hain aur A Akela is kaam par 15 din Mein kar sakta hai bataiye B akeela us kaam ko kitne din Mein Karega​

Answer»

A+ B ke dwara 1 din MEIN kiya gaya karya = 1/10 bhag

Akele A ke dwara kiya gaya 1 din mein karya = 1/15 bhag

:. B ke dwara 1 din mein kiya gaya karya = 1/10 -1/15

= 1/30

:. B ke dwara karya ko Pura KARNE mein LAGA samay = 30 days



Discussion

No Comment Found

Related InterviewSolutions